"Beete saal ki kahaaani hai
Kuch meri zubaani hai
Zindagi ki halchal se bhari
Shahar k dhool se door ki ek kahaaani hai.
Kuch yun har roz ka ladna jhagadna tha
Kuch yun ek doosre ka manana tha
Derr saver kuch yun hi baaton ka hona tha
beeti raat dil ki baat ka zubaan pr aana hota tha.
kuch yun zindagi ne jeena sikha diya
umar k saath sapno ka samjhota krna sikha diya
kahan hoti hain ab wo roz ki baat-cheet
umar kya hui insaan khud mein simat kr rehe gaya"
- Pushkin Channan

Fantastic ๐
ReplyDeleteThankyou ma'am
Delete