Babul moree.. babul moree..
Itni si arraj mori sun le
Teri laadki main
Rahoongi teri laadli main
Kitni bhi door tose main chahe rahoon
Zara aanch bhi jo
Kabhi mujh pe ki aati thi mohe
Bhar jaati thi ankhiyan teri jaane hai tu
Phir aisa bhi kya tera mujhse bair..
Aisa bhi kya tera mujhse bair
Kar parayi woh hai mukh liya kyun pher
Pass hi apne rakh le kuchh der
Udd jaayega paakhi hote hi saver
Itni si arraj mori sun le
Teri laadki main
Rahoongi teri laadli main
Kitni bhi door tose main chahe rahoon
Zara aanch bhi jo
Kabhi mujh pe ki aati thi mohe
Bhar jaati thi ankhiyan teri jaane hai tu
Phir aisa bhi kya tera mujhse bair..
Aisa bhi kya tera mujhse bair
Kar parayi woh hai mukh liya kyun pher
Pass hi apne rakh le kuchh der
Udd jaayega paakhi hote hi saver
Comments
Post a Comment